Wednesday, November 3, 2010

Urdu Poetry . . . Meri Bhool/Kabi Socha Ta

Kaabi shaadi ka socha ta to ghalib he nahi millah; jab ghalib he nahi millah tho jivani he ko gayah; jab jivani he ko gayah tho quoi kihani he nahi ti; jab kihani he nahi ti tho quoi abadi he nahi dehki; jab abadi he nahi dekhi tho quoi kurban hona ke liyeh nahi ta; jab quoi kurban hona ke liyeh nahi ta tho quoi gilaniyah he nahi ti; jab gilaniyah he nahi ti tho quoi shirvaniyah he chor gayah; jab shirvaniyah he chor gayah tho pir wo shirmanah he bhool gahi; jab shirmanah he bhool gahi tho zimanah he badal gayah; jab zamanah he badal gayah tho quoi piyah he nahi ta; jab piyah he nahi ta tho quoi lihnana ke liyah nahi millah; jab lihnana ke liyah nahi millah tho quoi pani he nahi baha; jab pani he nahi baha tho pyaas lagti hi gahi; jab pyaas lagti hi gahi tho umeed say chotkara hi sahi; jab chotkara hi bana to sano dil bi bichar gayah; jab dil bi bichar gayah tho quoi parvah he nahi rahi; jab parvah he nahi rahi tho puranah raviyah he palat gayah; jab raviyah he palat gayah tho quoi mastana he nahi raha; jab mastana he nahi raha tho quoi shirarat he nahi ti; jab shirarat he nahi ti tho quoi mujbooriyah hi nahi siyah; jab mujbooriyah bi nahi siyah tho sirif maharbaniyah hi ra gahai; jab maharbaniyah hi ra gahai tho pir thora kojah ta sa gayah.

No comments: